Zameen se aasman tak
Main tujhe mehsoos karta hoon
Kahin bhi tu rahe khud me
Tujhe mehfooz rakhta hoon
Hoo…
Zameen se aasman tak
Main tujhe mehsoos karta hoon
Kahin bhi tu rahe khud me
Tujhe mehfooz rakhta hoon
Tere hi saaye me
Saansein lega ab har lamha
Meri do aankhon ko
Ek bas tere chehre ke siva
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Tere hi sajde me rahun
Khuda se tauba kar loon
Hai tu hi lafzon ki tarah
Labon pe apne rakh lu main
Tujhme hi wo rasta hai
Mujh se jo aankhe mila hai
Maine tujhme khud ko hai dekha
Or mujh me tu hi dikha hai
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Hai teri zulfon ki ada
Hawa ka aalam jaise
Hai teri aankhon ka asar
Subah ka mausam jaise
Tere hi saaye me
Saansein lega ab har lamha
Meri do aankhon ko
Ek bas tere chehre ke siva
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Badrang lage sara jahan
Ja satrangi saathiya
Aaa… aa…..a…….