ho teri aankhon ka qaidi hoon
mohabbat kaam hai mera
hoon aashiq yeh khataa meri
ki Javed naam hai mera
arre tu hosh mein aaja
ke jo bhi naam hai tera
nahi maaloom hai tujhko
ki kya anjaam hai tera
tu yeh bhi bhool jayega
ki Javed naam hai tera
(uske banaaye har haseen chehre se ishq karna hai
uske banaaye har haseen chehre se ishq karna hai
aakhir marne ke baad kal ussko muh bhi toh dikhana hai)
teri aankhon ka qaidi hoon
mohabbat kaam hai mera
hoon aashiq yeh khataa meri
ki Javed naam hai mera
teri aankhon ka kaidi hoon
mohabbat kaam hai mera
hoon aashiq yeh khata meri
ki javed naam hai mera
arre tu hosh mein aaja
ke jo bhi naam hai tera
nahi maaloom hai tujhko
ki kya anjaam hai tera
tu yeh bhi bhool jayega
ki Javed naam hai tera
arre aake aazma le hamein…
haan aake aazma le hamein
ho jayegi aashiq tu
humse pyaar karle tu
humse pyaar karle tu
humse pyaar humse pyaar giraftaar karle tu
humse pyaar karle tu
humse pyaar karle tu
humse pyaar humse pyaar giraftaar karle tu
humse pyaar karle tu
humse pyaar karle tu
nasha karta hoon aankhon se
haseeno ka nashedhi hoon
bina chhue hi peeta hoon
main thodi cheez tedhi hoon
main thodi cheez tedhi hoon
main thodi, cheez tedhi hoon
main thodi cheez tedhi hoon
ho meri nazron ke qaidi ki
zamaanat bhi nahi hoti
jo dil hum todh de unki
marammat bhi nahi hoti
marammat bhi nahi hoti
marammat bhi nahi hoti
gunaahon ka ye mausam hai
hai besharmi ki rut aayi
gunaahon ka ye mausam hai
hai besharmi ki rut aayi
sharafat dheere se boli
lo ho ke main bhi dhoot aayi
arre aake aazma le hamein
ho jayegi aashiq tu
humse … ohh humse
humse pyaar karle tu giraftaar karle tu
humse pyaar karle tu
humse pyaar karle tu
humse …
chalo maana
tu mere ishq mein
paagal dewana hai…
chalo maana
teri hasrat
mere aur paas aana hai…
magar ye maan lun kaise
tera iqraar sachcha hai
mujhe kaise yakeen aaye
ke tera pyaar sachcha hai
tera pyaar sachcha hai
tera pyaar sachcha hai
tu qatil hai to aa jana
mujhe bhi qatl kar de tu
tu zaalim hai to aa jana
mujhe bhi zakhm de de tu
hai tera husn gar talwaar
to le pesh seena hai
magar seene ke andar bhi
dhadakta ik nageena hai
dhadakta ik nageena hai
dhadakta ik nageena hai
ho
bachaa ke rakh tu ye jazba…
ke tere kaam aayenge
bachaa ke rakh tu ye jazba
to tere kaam aayenge
jo tu bhi pi sake mehfil mein
wo bhi jaam aayenge…
haan aake aazma le hamein
ho jayegi aashiq tu
humse … ohh humse
humse pyaar karle tu giraftaar karle tu
humse pyaar karle tu
humse pyaar karle tu
humse pyaar karle tu giraftaar karle tu
humse pyaar karle tu